ਸੰਗੀਤ

Hafiz Tahir Qadri - New Rabi ul Awal Title Naat 2019 - Sarkar Ka Milad Hamesha Hi sajey Ga

Hafiz Tahir Qadri - New Rabi ul Awal Title Naat 2019 - Sarkar Ka Milad Hamesha He Rahy Ga
Hafiz Tahir Qadri New Naat video “Sakar Ka Milad” especially for even of birthday of our beloved Prophet Muhammad (P.B.U.H). Hafiz Tahir Qadri naat kalam have always been touching our souls from the core we all can’t get enough of them.
Digital Partner: *MobiTising*
Listen on _Koyal_
koyal.pk/album/19526/Sarkar_Ka_Milad
Listen on _Saavn_
www.jiosaavn.com/album/sarkar-ka-milad/ArEY7Yb0pmc_
Listen on _Gaana_
gaana.com/album/sarkar-ka-milad-single-urdu
Listen on _Hungama_
www.hungama.com/album/sarkar-ka-milad/49800943/
Listen on _Deezer_
www.deezer.com/us/album/117725082
Download from _ITunes_
music.apple.com/us/album/sarkar-ka-milad-single/1486319808
Download from _Amazon_
www.amazon.com/dp/B0811XNY87/ref=sr_1_1?keywords=Sarkar+Ka+Milad+-+Single&qid=1573022525&sr=8-1
Set *Sarkar Ka Milad* as your Caller Ring Back Tune
MOBILINK
Type Get space *492410* and send to 230
TELENOR
Type ST *5250069484* and send to 230
ZONG
Type *01478606* and send to 230
UFONE
Type Get space *77124814* and send it to 666.
Du_UAE : 9404030
Vodafone Qatar : 9404030
Viva_Bahrain : 9404030
Lebara_Saudia Arabia : 9404030
Zain_Bahrain: 9404030
Oreedo_Oman: 9404030
MaxisCRT : 644266
DigiRBT : 2954353
CTID_U_Mobile : 9406269
*PLEASE SHARE WITH YOUR FRIENDS & FAMILY*
Artist : Hafiz Tahir Qadri
Title : Sarkar ka Milad Hamesha He Rahy Ga
Lyrics: Mufti Irfan Madni
Audio : RWDS
Video : HDS production
DOP : Qari Muhammad Usman Ghani
Set Design : Zeeshan Ali (Shah Sound)
English Translation : Usman Raza Attari (UK)
Label: TQ Production
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------
Roman Lyrics:
============
Aaye aaye mery Sarkar aaye
Mery Dildar aaye mery Gumkhar aaye
Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba
Sadiyon se ho raha hai
Sadiyon se ho raha hai
Ya kesy roky ga
Sarkar ka Milad Hamesha he Sajy Ga
Milad e Nabi par Har koi fida hai
Hamesha hamesha hamesha he sajy ga
Sarkar ka Milad Hamesha he Sajy Ga
Chahat hai lagan hai dunya he magan hai
Ghar ghar milad ho Sunni ka Mission hai
Jub peer ka din aaya tarekh howi Barah 12
Bi Aamna k ghar ma ek Chand utar aaya
Apas ma Farishton ne Mabrook kaha sab ko
Ke aaj howa paida jo Shahe Zamana hai
Khushyon ka samaa hai masti ma jahan hai
Milad e Nabi par Har koi fida hai
Stage lagaye gain, Dariyon ko bichaye gain
Hum sound laga kar ke mehfil ko sajaye gain
Aur sary muhally ko Parcham se sajaye gain
Aaqa ki Wiladat ki dhoome jo machana hai
Aaqa ki Wiladat ki dhoome jo machana hai
Khushyon ka samaa hai masti ma jahan hai
Milad e Nabi par Har koi fida hai
Yun Sarware Aalam ka Milad Manain
Aaqa ki har aada ko zindagi main lain
Apne Nabi ki Sunnat Chahry pa bhi sajain
Ghairo ki Mohabbat ko ab dil se mitana hai
Khushyon ka samaa hai masti ma jahan hai
Milad e Nabi par Har koi fida hai

Gilmane Jinnah ne bhi Jannat ko sajaya tha
Jibrail ne Kabby pa jhandy ko lagaya tha
Har daur main Momin ne Milad manaya tha
Islam main jari ya Tehwar purana hai
Khushyon ka samaa hai masti ma jahan hai
Milad e Nabi par Har koi fida hai
Mojum ki Hadeson main ya Qaul e Sahaba hai
Khud Sarware Aalam ne Milad manaya hai
Mojum ki Hadeson main ya Qaul e Sahaba hai
Khud Sarware Aalam ne Milad manaya hai
Is din ke Tashak'kur main langar bhi khilaya hai
Sunnat se ya sabit hai dunya ko batana hai
Khushyon ka samaa hai masti ma jahan hai
Milad e Nabi par Har koi fida hai
Pyari Soorat Hansta Chehra
Mun se jharty Phool
Noor Sarapa Chand sa Chehra
Haq ka Pyara Rasool Madni
Jub Ke Sarkar Tashreef lane lagy
Hooron Gilman bhi khushyan manane lagy
Har taraf Noor ki Roshni Chah gayi
Mustafa kya mile Zindagi mil gayi
Ay Haleema teri Gaud ma aa gaye
Dono Aalam ke Rasool

Ho ghar ma agar shadi doolat ko lutata hai
Ho ghar ma agar shadi doolat ko lutata hai
To ghar bhi sajata hai khana bhi khilata hai
To ghar bhi sajata hai khana bhi khilata hai
Milad e Muhammad pa kyun Shor Machata hai
Bus Jashne Wiladat he kyun tera nishana hai
Ahkam e Shariyat se Miladi nahi hat'ty
Milad ki hurmat ko pamal nahi karty
Jo Jashan e Muhammad ki behurmati karty hain
Jo Jashan e Muhammad ki behurmati karty hain
Tehzeb o adab inko hamne he sikhana hai

Milad e Muhammad hai Rehman bara khush hai
Aayat batati hain Quran bara khush hai
Momin ki sada aai Eiman bara khush hai
Shaitan ke ilawa khush sara zamana hai
Jo Jashn e Muhammad pa Daulat ko lutata hai
Aaqa ki Shafa'at se wo Khuld ma jata hai
Meshar main Huzoor aain, aye kash ya farmaye
Irfan (Poet) tumhara to Jannat he thikhana hai

ਟਿੱਪਣੀਆਂ 

 1. Hafiz Tahir Qadri

  Hafiz Tahir Qadri

  7 ਦਿਨ ਪਹਿਲਾਂ

  Set Sarkar Ka Milad as your Caller Ring Back Tune MOBILINK Type Get 492410 and send to 230 TELENOR Type ST 5250069484 and send to 230 ZONG Type 01478606 and send to 230 UFONE Type Get 77124814 and send it to 666. Listen on Saavn www.jiosaavn.com/album/sarkar-ka-milad/ArEY7Yb0pmc_ Listen on Koyal koyal.pk/album/19526/Sarkar_Ka_Milad Listen on Gaana gaana.com/album/sarkar-ka-milad-single-urdu Listen on Hungama www.hungama.com/album/sarkar-ka-milad/49800943/ Listen on Deezer www.deezer.com/us/album/117725082 Download from ITunes music.apple.com/us/album/sarkar-ka-milad-single/1486319808 Download from Amazon www.amazon.com/dp/B0811XNY87/ref=sr_1_1?keywords=Sarkar+Ka+Milad+-+Single&qid=1573022525&sr=8-1 *PLEASE SHARE WITH YOUR FRIENDS & FAMILY

  • Rashid Belim

   Rashid Belim

   3 ਦਿਨ ਪਹਿਲਾਂ

   Sudaan alla 🧁🧁🍰🧁🥧🍰🥧🥧🧁🍰🍰🎂🎂🎂🎂🎂🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰

  • Pirabu Shahul Hameed

   Pirabu Shahul Hameed

   3 ਦਿਨ ਪਹਿਲਾਂ

   Assalamu alaikum . Marhaba ya mustafa...bhai naat bohth koobsurath...Allah aapko aafiyath se khush reke...mashaa allah nazar na lage☺ it's always our *Sunni mission* will celebrate our nabi' day till our last ...will love him with whole 💓 May Allah bless us with him in Jannah💖 may allah bless everyone....🎊مرحبا ياربيع🎊💖😍😍😍.

  • Muhammad Ubaid raza

   Muhammad Ubaid raza

   3 ਦਿਨ ਪਹਿਲਾਂ

   Sarkar ki amad mahaba dil dar ki amd marhba

  • Mohd Zubair

   Mohd Zubair

   3 ਦਿਨ ਪਹਿਲਾਂ

   Masha allah

 2. Afsana Begum

  Afsana Begum

  22 ਮਿੰਟ ਪਹਿਲਾਂ

  wow

 3. ri Fara

  ri Fara

  25 ਮਿੰਟ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashallah......lv it

 4. Sadiq Jamal

  Sadiq Jamal

  ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Masaallah Subhanallha 🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲

 5. Manjar Alam

  Manjar Alam

  ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Masha allah

 6. Rizwan Nizam

  Rizwan Nizam

  ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Aapse contact kaise hoga india me aapko dawat dena h

 7. Mohd Rehan

  Mohd Rehan

  2 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Inshallah 👍👍👍👍

  • Mohd Rehan

   Mohd Rehan

   2 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

   👍👍👍👍👍

 8. sindh culture

  sindh culture

  2 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  ❤❤

 9. Anum Shehzadi

  Anum Shehzadi

  2 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashallah subkhanallah

 10. Abdul kadir Shaik

  Abdul kadir Shaik

  3 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashallah

 11. madhurrasool صلى الله عليه وسلم

  madhurrasool صلى الله عليه وسلم

  3 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Sub ko miladunnabi swallallahu alaihi wasallam...ke wishes .....ma Sha Allah..barakallah .....😍😍😍😍😍

 12. Nasreen Unissa

  Nasreen Unissa

  3 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  hum log tu milad manate rege

 13. Alizay Fatima

  Alizay Fatima

  4 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Ma. Sha Allah ❤️❤️

 14. mirza zakwan

  mirza zakwan

  4 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Hamare Nabi (S.A.W) ne kabhi Nahi Kha ke 12 Rabiullawwal ko Khushi Bane ka Agar hai to sabit karo.. 😎 Aur app ke khete hai ke Tabligh wale Gustake Rasool hai 12 Rabiullawwal ko khushi mat banau AP Asheque Rasool hai Tu Use Zaher mat karo App Rasool (S.A.W) KE "SUNNATO" par amal karo App Rasool (S.A.W) BHUT kush hojaige Yaha tak App (S.A.W) Ne issue SERK Bataya Hai Mujhe Maaf karna agar bura Laga tu ASSALAMUALIKUM!!!!!!

 15. Shoaib azeem

  Shoaib azeem

  4 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  astagh firullah allah ap ko hidayet day.

 16. Shahzad Hussain

  Shahzad Hussain

  4 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  I love you nabi

 17. Arwaz Hussain

  Arwaz Hussain

  4 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Subhanallah very nice I love you Nabi

 18. Samar Khan

  Samar Khan

  4 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  YA Muhammad

 19. Salman Shaikh

  Salman Shaikh

  4 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  معجم کی حدیث پیش کیجئے

 20. Mohd Javed

  Mohd Javed

  4 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Subhanallah Mashaallah

 21. Zahra Batool

  Zahra Batool

  5 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Hanzla aur Hamza kinne cute lg rhe .... Masha Allah ❤️😘😘😘

 22. Akhter Hussain

  Akhter Hussain

  5 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Ye dislike krne wale jahnami log h

 23. Abdullah Abdullah

  Abdullah Abdullah

  5 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashaallah

 24. Sherali Sherali

  Sherali Sherali

  7 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Insha Allah ye naat me madarsa me padoongi

 25. WIFI ACCESS POINT

  WIFI ACCESS POINT

  7 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Sarkar Ki Aamad

 26. Shahid Shah

  Shahid Shah

  7 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Assalam o alaikum, Hafiz sahab mujhe apki yeh naat bohat pasand I hai... Masha Allah... kia mein ap k naat ka kuch hissa apne 12 rabi ul away k vlog may shamil kr sakta hun? mein apne vlog k description may ap k channel or is video ka link b add kr dunga...ager mumkin ho to reply lazmi dijiyega...

 27. Shahid Shah

  Shahid Shah

  7 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Assalam o alaikum, Hafiz sahab mujhe apki yeh naat bohat pasand I hai... Masha Allah... kia mein ap k naat ka kuch hissa apne 12 rabi ul away k vlog may shamil kr sakta hun? mein apne vlog k description may ap k channel or is video ka link b add kr dunga...ager mumkin ho to reply lazmi dijiyega...

 28. Tahir Ehsan

  Tahir Ehsan

  7 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Masha Allah❤❤❤

 29. Sadaf Qureshi

  Sadaf Qureshi

  7 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  میرا دل اور میری جان مدینے والے ص۔❤️❤️❤️۔

 30. Md ibrahim khan Khan

  Md ibrahim khan Khan

  8 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashallah tahir qadri sahab allah salamat rakhe aap ko 🥰🥰

 31. Mofi Mulik

  Mofi Mulik

  8 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

 32. Abdul Ali

  Abdul Ali

  8 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Subhan allah

 33. Jainab Khatoon

  Jainab Khatoon

  8 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Asslam alaikum bhai Bhai aap bahut achha padhte hai sach me bhai aap mere kash bhai hote 🤣🤣

 34. Inzimam Mahiskar

  Inzimam Mahiskar

  9 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashallah Subha Allah

 35. Md Azhar

  Md Azhar

  9 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍🥰😋😋🥰🥰🥰🥰🥰

 36. MEHDVII soldiers

  MEHDVII soldiers

  10 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  I m shia but sunni mere bhai nahi balke mera nafs o jaan hain ..❤❤

 37. muzammil siraj

  muzammil siraj

  10 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Subhanallah very naat

 38. zen Patel

  zen Patel

  10 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Dil jhoom Utaha ye naat Se bar bar sun ne ka man karta he....... Hafiz tahir qadri ji Bahut khub ......❤❤❤❤❤❤❤❤❤

 39. Ayesha nice.

  Ayesha nice.

  10 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  beshak sarkaar ka milaad hamesha hi sje ga

 40. essa ali

  essa ali

  10 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Inshallah jio Bhai

 41. Meraj Khan

  Meraj Khan

  10 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  I love my naat

 42. Yk creation

  Yk creation

  11 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashallah app bht ache ache naat sharif late hain hum sab ko bht pasand aata h app ka naat 🇮🇳👍👍👍

 43. munaf kazi

  munaf kazi

  11 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Maashalla

 44. Nomaan Raza

  Nomaan Raza

  11 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Hafiz Tahir aap ki naat aur awaaj mashallah bahut nice he.

 45. Shaker Qureshi

  Shaker Qureshi

  11 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashaallah

 46. Syed Rahaman

  Syed Rahaman

  11 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Masha Allah itna pyara Kalam

 47. Salman Shaikh

  Salman Shaikh

  11 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  استغفراللہ احکام شریعت سے میلاد نہیں ہٹتے آپ سوچ کر تو بولا کرو

 48. Tahera Zainub

  Tahera Zainub

  12 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashallah aap ki tarh Hume bhi din e Islam par Chalmers ki taufeeq

 49. Hello bro B d n

  Hello bro B d n

  12 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Subhanallah

 50. Ajmerunnisa Khan

  Ajmerunnisa Khan

  12 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Beautiful naat 💖💞🌹👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍

 51. Mushaid Raza

  Mushaid Raza

  12 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashallha

 52. Tippu Uddin

  Tippu Uddin

  12 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Marhaba

 53. Binte Nawaz

  Binte Nawaz

  12 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Subhan Allah Kya Bat Hai Zabardat Naat❤❤❤

 54. Azhar Uddin

  Azhar Uddin

  12 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Very very very nice nice good good

 55. ISLAHI BAYANAAT

  ISLAHI BAYANAAT

  12 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Wahhhh

 56. Yusuf Mew

  Yusuf Mew

  12 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Sander naat

 57. Eeman Murshad

  Eeman Murshad

  13 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashallah

 58. Jamal Ansari

  Jamal Ansari

  13 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  👇👇👇👌

 59. Kadir Sheikh

  Kadir Sheikh

  14 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashallah

 60. Kadir Sheikh

  Kadir Sheikh

  14 ਘੰਟੇ ਪਹਿਲਾਂ

  Mashallah

ਅੱਗੇ